Roman script

Jabse Mere Dil Ko Uff tujhpe marna aa gaya

Sabko Chehre padhna aa gaya

Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya

Jabse mere dil ko tujhpe marna aa gaya

To aa aa aa aa bhi jaa

Na na nazre chura

Ye zamana bhi dekhe zara aa aa… [x2]

Jabse Mere Dil Ko Uff…

Are re re… khullam khulla muskura

Zulf jhitak ke aa zara

Main hi main aur bas tu hi tu

O.. gupchup gupchup ab nahi

Chupchup chupchup ab nahi

Chhidne do ab khul ke guftagu

Khwabon mein mujhko yaqeen ab karna aa gaya

Sabko iss shehar mein chehre padhna aa gaya

To aa aa aa aa bhi jaa

Na na nazre chura

Ye zamana bhi dekhe zara aa aa… [x2]

Jabse Mere Dil Ko Uff…

Hoo.. seekho haya tehzeeb hai

Aji sharm bhi koi cheez hai

Nazrein jhukaane mein hai ik adaa

Ho…

Bas yehi nakhre hain tere

Hosh udaate hain mere

Meri nahi hai iss mein kuch khata

Pyar karti toh phir kyun darna aa gaya

Sabko iss shehar mein

Chehre padhna aa gaya aa…

To aa aa aa aa bhi jaa

Na na nazre chura

Ye zamana bhi dekhe zara aa aa…

Jabse mere dil ko uff…

Tujh pe marna aa gaya

Sabko chehre padhna aa gaya

Sabko iss shehar mein

Chehre padhna aa gaya aa…

Jabse mere dil ko uff…

Tujhpe marna aa gaya

To aa aa aa aa bhi jaa

Na na nazre chura

Ye zamana bhi dekhe zara aa aa…

Aa aa aa aa bhi jaa

Na na nazre chura

Ye zamana bhi dekhe zara aa aa…

Jabse mere… uff !

Explore this song