Roman script
Tujhse door hone ka sadma Dil ko hai Dil ko hai Magar tere aane ki Umeed bhi hai Tujhse door hone ka sadma Dil ko hai Dil ko hai Magar tere aane ki Umeed bhi hai Tere bin ye saansein naa chale Tere bin ye shaamein na dhale Tere bin pelayi* dil jale dil jale Tujhse door hone ka sadma Dil ko hai Dil ko hai… Chahe kitni bhi ho majboori Chahe kitne bhi unche ho rishte Chahe gham ke paharh bhi toote Magar tere aane ki umeed bhi hai Tujhse door hone ka sadma Dil ko hai Dil ko hai… Tere bin iraade kuch nahi Tere bin muraade kuch nahi.. kuch nahi Maloom na rasta na manzil Maloom hai toota sahil Maloom safar hai mushqil Magar tere aane ki umeed bhi hai Tujhse door hone ka sadma Dil ko hai Dil ko hai… Tere bin ye saansein naa chale Tere bin ye shaamein na dhale Tere bin pelayi* dil jale dil jale
Song details
- Singer: Amrita Kak
- Singer: Shahab Sabri
- Film / album: Dangerous Ishhq
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Shabbir Ahmed
singer: Amrita Kak, Shahab Sabri
cast: Karisma Kapoor, Rajneesh Duggal
language: Hindi
production: Vikram Bhatt