Roman script
Duniya chale pichhadi toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon, main hoon bada khiladi O ho! Duniya chale pichhadi toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi Sumdi mein leke jaaun Aur sab ko main sikhaun kya Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta.. Duniya chale pichhadi toh main chalu agaadi Sab khel jaanta hoon main hoon bada khiladi Sumdi mein leke jaaun Aur sab ko main sikhaun kya Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta.. Arrey kya rang roop hai Kya chaal-dhaal hai Arrey kya rang roop hai Kya chaal dhaal hai Yeh lajawaab hai Yeh bemisaal hai Po po po… Arrey naya naya saal hai Naya naya maal hai.. Mil jaaye koi chhori, kaali ho chaahe gori Mil jaaye koi chhori, kaali ho chaahe gori Chupke se chori chori Baandhoon main dil ki dori Sumdi mein leke jaaun Aur isko main sikhaun, kya? Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta.. Aankhon mein roub hai, pocket mein note hai Arrey aankhon mein roub hai, pocket mein note hai Natkhat mijaaz hai, rangeela coat hai Soorat maasoom hai, neeyat mein khot hai Payjama tang hai, dheela langot hai Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta.. Aisa chalaun chakkar, seedha karoon character Raste pe iss ko laaun, usse aaina dikhaun Sumdi mein leke jaaun Aur sab ko main sikhaun kya Chinta ta ta chita chita, chinta ta ta..
Song details
- Singer: Mika Singh
- Singer: Wajid
- Film / album: Rowdy Rathore
- Composer: M. M. Kreem
- Lyricist: Sameer Anjaan
Song video
singer: Mika Singh, Wajid
cast: Akshay Kumar, Sonakshi Sinha
language: Hindi
production: SLB Films, UTV Motion Pictures
music label: Sony Music India