Roman script

Hey manmaani manmaani

Manmaani manmani re [x6]

Meri aankhon mein sulagte hain

Kitne sooraj ke sholay

Kaaynat kar mutthi mein

Jalti ye saansein bole

Kuchh nahin kuchh

Kya hai zyaada

Zyaada se dil ye bhare na

Chaand tu rakh, Baant taare

Lele tu kishton mein duniya

Chaahiye sab kuchh ya kuchh nahin

Chaahiye sab kuchh ya kuchh nahin

Hey manmaani manmaani

Manmaani manmaani re [x4]

Hoti hai har ek raah ki manzil

Ek manzil bas kisko hai paani

Manmaani hai…

Manzilon se nikle jo raahein

Unpe ho apne kadmon ki nishani

Hey Manmaani hai

Sehmee saanse

Tere daaman mein sulagti hain

Bhooli khwaahishein

Tere khwaabon ko jalaayein

Zinda hoon main

Jeene se pehle marna kyun

Yun toh kaafi, Hai kafan bhi

Chaar gaz ki jo duniya

Chaahiye sab kuchh ya kuchh nahin

Chaahiye sab kuchh ya kuchh nahin

Hey manmaani manmaani

Manmaani manmaani re [x8]

Explore this song