Roman script
Zeena zeena taaron se utar ke Jahan hai mere dil ki zameen aa jaao Zohra jabeen aa jaao Sab se haseen aa jaao Zohra jabeen aa jaao Jaise mere khwaabon ki baahon mein Kal tum aayi thi Aa jaao.. Aa jaao.. Phir itni paas aao Saanso’n mein ghul jaao Aankho’n mein bas jaao Zeena zeena taaron se utar ke Jahan hai mere dil ki zameen aa jaao.. Aa jaao hoo.. Jaane yeh kaisi kashish hai Ik pal mein gaya dil yun paas tumhare Toot ke girte hai jaise zameen parr Aksar raaton mein sitaare Hum hi hum hain Abb na sharmaao, Aa jaao Iss dil ko apnaao Zohra jabeen aa jao Sabse haseen aa jao Zohra jabeen aa jao…
Song details
- Singer: AR Rahman
- Singer: Javed Ali
- Film / album: Ekk Deewana Tha
- Composer: AR Rahman
- Lyricist: Javed Akhtar
Song video
singer: AR Rahman, Javed Ali
language: Hindi
music label: Sony Music India