Year: 2012


Woh Dekhne Mein Lyrics


Artwork accompanying Woh Dekhne Mein Lyrics - London Paris New York


Woh dekhne mein kaisa seedha-saada lagta
Hai bolta ki woh toh kuch nahi samajhata
Andar se kitna tezz hai
Kabhi ajeeb sa, kabhi haseen lagta
Kabhi kisi kitaab ka hai scene lagti
Philosophy ka craze hai
Kehta hai yeh ik phase hai
Kehta hai yeh ik phase hai

Hoo hoo....
Hoo hoo....ooooo ooo..
Ha he :D

Explore this song

Song details