Roman script

Talli hai yeh zameen

Talli hai aasmaan

Sab talli hai yahaan

Yaa phir saara jahaan, vaise ka vaisa hai

Hum talli hai yahaan

Mujhse baahein na chhuda [Ek main]

Kahin kho naa jaa [Ekk tu]

Jo bhi hoga I am with you [I am with you]

Yun naa ghabra [Ek main]

Thoda muskura 😀 [Ekk tu]

Jo bhi hoga, I am with you

Ek main hoon aur ek tu

I wanna be with you

Tere peechhe-peechhe main

Mere aagey-aagey tu

Ek main hoon aur ekk tu…

Ek main hoon aur ekk tu

I wanna be with you

Kitne ki hai zameen, kitne ka aasmaan

Bikte hai yeh kahaan!

Bhar lenge jebon mein

Dukaane woh sabhi

Chal chalte hai wahaan

Mauqa aisa na ganwaa [Ek main]

Yunhi bewajah [Ek tu]

Jo bhi hoga I am with you (I am with you)

Yun na ghabra [Ek main]

Thoda muskura [Ekk tu]

Jo bhi hoga I am with you

Ek main hoon aur ek tu

I wanna be with you

Tere peechhe-peechhe main

Mere aagey-aagey tu

Ek main hoon aur ek tu…

Ek main hoon aur ek tu

I wanna be with you

O o o…

Boring-boring zindagi ke

Munh pe chhidkenge paani

Iss pal ke hum baadshah hain

Kare kyun na manmaani

Gham ki baatein bhool jaa

Khushiyaan sajaa

Jo bhi hoga I am with you (I am with you)

Yun na ghabra

Thoda muskura

Jo bhi hoga I am with you

Yea….

Ek main hoon aur ekk tu

I wanna be with you

Tere peechhe-peechhe main

Mere aage aage tu

Ek main hoon aur ekk tu, hey..

I wanna be with you

REPEATS

Ek main aur ekk tu..

Ek main aur ekk tu….

Explore this song