Roman script

Dil kashi aur dilbari

Uski hai jadugari o

O..Dil kashi aur dilbari

Uski hai jadugari o

Jiski aankhein hain taare

Hain

Ae dil ye sach hai kya

Aaj woh hai kya aa hi gaya

Zara dil ko thaam lo

Naam lo

Keh bhi do hai kaun

Aa gaya haan aa gaya

Laut ke

Dekho Don

Dekho Don

Jo naa samjha koi main wohi raaz hoon

Jo kisi ka nahi hai woh andaaz hoon

Jo naa samjha koi main wohi raaz hoon

Jo kisi ka nahi hai woh andaaz hoon

Main samandar se gehra

Main kahin kab hoon thehra

Main hoon jaise dhuaan

Ye dhuaan kahin hai rukta kahaan

Zara dil ko thaam lo

Naam lo

Keh bhi do hai kaun

Aa gaya haan aa gaya

Laut ke

Dekho Don

Tu nahi hai dhuaan

Ek shola hai tu meri jaan

Paas tere magar aaungi

Tujhme hi jal ke mar jaaungi

Mujhko chahogi toh paogi kya

Main kahaan jaaunga

Mera kya pata

Zara dil ko thaam lo

Naam lo

Keh bhi do hai kaun

Aa gaya haan aa gaya

Laut ke

Dekho Don

Dekho Don

Explore this song