Roman script
Jaane kaise kasme khata rehta tha dil Jo bhi kehta sach hi mujhse kehta tha dil Tumko dekha chhoota hua Ab aage hoga kya keh do na Ab aage hoga kya ? Keh do na Ab aage hoga kya ? Ho raha bewafa De raha hai daga Dil hoke mujhse juda Tere dil mein rehne laga Meri sunta nahi Teri kehne laga Dil hoke mujhse juda Tere dil mein rehne laga Judna tumse chahe Jaise palko se do aankhe Jaise hothon pe rehti teri pyari pyari baatein Tanha sa hoke bhi Hota nahi hai tanha Chahat se teri bheega iska har lamha lamha Judna tumse chahe (Jaise palko se do aankhe) Jaise hothon pe rehti (pyari baatein) Ab aage hoga kya keh do na Ab aage hoga kya ? Keh do na Ab aage hoga kya ? Ho raha bewafa De raha hai daga Dil hoke mujhse juda Tere dil mein rehne laga Meri sunta nahi Teri kehne laga Dil hoke mujhse juda Tere dil mein rehne laga Dil bole ruk jaaunga jo dilbar naa haasil hoga Maano naa maano mera dil hi mera qaatil hoga Tere haathon mein hi yaara dono ki hai taqdeerein Mar jaayein tum jo bolo Tum jo bolo toh jee le Dil bole ruk jaaunga (jo dilbar naa haasil hoga) Maano naa maano (dil hi mera qaatil hoga) Ab aage hoga kya keh do na ab aage hoga kya Keh do na ab aage hoga kya Ho raha bewafa (Ho raha bewafa ) De raha hai daga (de raha hai daga) Dil hoke mujhse juda Tere dil mein rehne laga Meri sunta nahi (Meri sunta nahi) Teri kehne laga Dil hoke mujhse juda Tere dil mein rehne laga (Tere dil mein rehne laga) Tere dil mein rehne laga Tere dil mein rehne laga Ab aage hoga kya ?
Song details
- Singer: Ganesh Hegde
- Film / album: Let’s Party
- Composer: Ganesh Hegde
Song video
language: Hindi