Roman script
Woh uh woh…….. Jeevan sanwarenge Jeevan nikharenge Himmat naa haarenge hum Khushiyan sajayenge Sabko dikhayenge Jeena sikhayenge hum Hum kahenge bar bar Hum zindagi se pyaar Is ko nahi hai khona Humse kehta hai yeh dil Asaan hogi har mushkil Ab to yeh hi hai hona Jeetey hai jaan ke, maan ke Mushqil bhi agar ho, to gham na ho Jeetey hai har aan se, baan se Yeh jo shaan jo hai, woh kabhi kum na ho Jeetey hai zor se, shor se Geet apna yeh kabhi maddham na ho Tum bhi kaho na Humko hai lagti haseen zindagi Hai dil kash aur dil nasheen zindagi Hai har taraf har kahin zindagi Humko hai lagti haseen zindagi Hai dil kash aur dil nasheen zindagi Ab yeh irada hai Khud say yeh vaada hai Hum jaage ya sooye lekin Aankhon mein sapna rahega koi Dil mein rahegi khushi Jeevan ki baahon mein Jeevan ki raahon mein Chahe milne gham ka bhi lamha aaye Haske usse mile Satrangi phool khile REPEAT Jeetey hai jaan ke, maan ke Mushkil bhi agar ho, to gham na ho
Song details
- Singer: Shilpa Rao
- Singer: Teesha Nigam
- Singer: Shruti Pathak
- Singer: Shefali Alvares
- Singer: Neha Bhasin
- Singer: Akriti Kakar
- Composer: Sonu Nigam
- Lyricist: Javed Akhtar
Song video
singer: Shilpa Rao, Teesha Nigam, Shruti Pathak, Shefali Alvares, Neha Bhasin, Akriti Kakar
presented: Blue Frog, Artist Aloud