Roman script

Tauba Tauba Tere pyar mein

Lut gaya Iqraar mein

Tujhse mohabbat ho gayi

Allah maaf kare

Tauba Qayamat ho gayi

Allah maaf kare

Oh…..!

Tujhse mohabbat ho gayi

Allah maaf kare

Tauba qayamat ho gayi

Allah maaf kare

Dekha tujhe toh saansein ruk gayi

Sajde mein yeh aankhien jhuk gayi

Teri ibadat ho gayi

Allah maaf kare

Tujhse mohabbat ho gayi

Allah maaf kare

Tauba qayamat ho gayi

Allah maaf kare

Tauba Tauba tere pyar mein….

Lut gaya Iqraar mein….

Yeh din jawani ke dil ki kahani ke

Aise bitata hoon main

Tere khayaalon main

Apne sawaalon main

Uljha sa jaata hoon main [x2]

Ho ladte ladte aankhien lad gayi

Dil ki baatien aage badh gayi

Thodi shararat ho gayi

Allah maaf kare

Meri toh sudh-budh kho gayi

Allah maaf kare hey hey…

Tujhse mohabbat ho gayi

Allah!

Maana zamaana yeh deta hai taana

Yeh thoda awaara hoon mein

Jo bhi hoon jaisa hoon

Aisa ya waisa hoon

Abb toh tumhara hoon main [x2]

Ho…. aate jaate dekhoon tujhko

Jaane hua hai yeh kya mujhko

Sabse baghawat ho gayi

Allah maaf kare

Saari sharafat kho gayi

Allah maaf kare e e..

Tujhse mohabbat ho gayi

Allah..

Hey..

Tujhse mohabbat ho gayi

Allah maaf kare

Tauba qayamat ho gayi

Allah maaf kare

Tauba Tauba tere ….pyar. mein…..

Lut gaya….

Tauba Tauba …..

Explore this song