Roman script

Mere dushman samajh rahe thay

Main abb kabhi laut ke naa aaunga

Ek gumnaami ka samundar hai

Usme hi jaake doob jaaunga

Abhi baaki meri kahani hai

Saari duniya ko jo sunaani hai

Mujhe pehchano

Dekho main hoon kaun

Aa raha hoon palat ke

Main hoon Don Don Don….

Explore this song