Roman script
Aaa… Mera ishq bhi tu mera pyar bhi tu Mera ishq bhi tu mera pyar bhi tu Mera deen bhi tu mera imaan bhi tu Meri ruh bhi tu mera qalb bhi tu Mera jism bhi tu meri jaan bhi Mera dharm bhi meri sharm bhi tu Mera husn bhi tu suhaag tu Mera raag bhi tu mera anuraag bhi tu tu…. Mera ishq bhi tu mera pyar bhi tu Mera ishq bhi tu mera pyar bhi tu Tu awwal tu hi aakhir Tu hi andar tu hi baahar Tu awwal tu hi aakhir Tu hi andar tu hi baahar Tu hi Shareef me chhupa raha Tu hi Naanak mein basa raha Tu hi Mandir me tu hi Masjid mein Girjo’n mein Gurudwaro mein Tu hi chand aur sitaaro mein Tu hi inn sab nazaaro mein Mera dard ka deewan bhi tu Geeta aur Quran bhi tu Geeta aur Quran bhi tu Meri jeest ka ulwan bhi tu Meri hasti ki pehchaan bhi tu oo …… Mera ishq bhi tu mera pyar bhi tu Mera ishq bhi tu mera pyar bhi tu O.. har saans mein hai ek azaan bhi tu Mera Roza bhi Ramazān tu Mere Shyam salone Manmohan Ghanshyam bhi tu Rahman bhi tu Aur Kaaba Kashi Thaam bhi tu Ishq bhi tu….. Maula mere malak mere Maula mere malak mere Sabko sammati de bhagwan Dukhi naa ho koi Insaan Dukhi naa ho koi Insaan Maula mere malak mere Maula mere malak mere….. Bas khoon hi khoon hai chaaro’n taraf Ye kaisa maatam chaaron’n taraf Ye kehre barpa Baroodi tamasha chaaron’n taraf Kyun aisi dehshat chaaron’n taraf Insaani khoon jo behta hai Woh dekh Khuda bhi rota hai Insaaniyat majhab hai khuda ka yaaro’n Masoomiyat hi ghar hai Khuda ka yaaro’n Inko bachana hai ibaadat uski Ye saltnat hai uski Amaanat uski [Mera ishq bhi tu mera pyar bhi tu Mera ishq bhi tu mera pyar bhi tu…]
Song details
- Singer: Shankar Mahadevan
- Singer: Raja Kaasheff
- Film / album: Chargesheet (2011)
Song video
singer: Shankar Mahadevan, Raja Kaasheff
director: Dev Anand
cast: Dev Anand, Jackie Shroff, Riya Sen, Divya Dutta, Naseeruddin Shah, Yashpal Sharma, Milind Gunaji
language: Hindi
music label: Junglee Music