Roman script

Dil mein jo uddti-phirti teri baatein ho

Keh do jo kuchh bhi naa woh kehti baatein ho

Kuch bhi naa matlab ho, ab aisi baatein ho

Khud ko bhi sunn ke haste waisi baatein ho

Jaane do socho naa kya bolu’n

Chalo ho jaane do, Baatein Shuru

Gin lo jo aasman mein kitne taare hain

Likh do kuchh ulta-pulta uske baare mein

Tum bhi toh sach keh do naa apne baare mein

Main bhi kuchh jhootha keh loon apne baare mein

Jaane do socho naa, kya bolu’n….kya bolu’n

Chalo ho jaane do, Baatein Shuru

Hona ho jo bhi hai woh hona-wona

Socho naa itna usko hone do naa

Hai naa hai naa kehna hai jo bhi tumko kehna-wehna

Kehna haan keh do

Chhoti si zindagi hai chhoti si baat kar lena

Bolo naa bolo kuch bhi naa

Halki si phulki si naa gehri si baatein lena

Bolo naa bolo kuch bhi naa

Dil mein jo udti phirti teri baatein ho

Kehdo jo kuch bhi naa woh kehti baatein ho

Kuch bhi naa matlab ho ab aisi baatein ho

Khud ko bhi sunke hasste waisi baatein ho

Jaane do socho naa, kya bolun (kya bolun)

Chalo ho jaane do, baatein shuru (baatein shuru)

Explore this song