Roman script

Dheem dheem taanana dheem….

Chaand sa uss mein noor hai

Kabhi sooraj sa magh’roor hai

Naino mein saare, jag ka suroor hai

Garje bijli sa thamk thamk, barse megha sa khanak khanak

Khuda sa kabhi paas tu, khuda sa dil mein

Baari main baari sahib ji

Haari main haari, dilldatujh pe bekhabar

Jiya kesariyo re mhaaro

Piya kesariyo re mhaaro

Piya kesariyo re mhaaro, kesariyo (x4)

Dheem dheem tana dheem……

Tum na aaye toh, tham sa jayega yeh jiya

Tum na aaye toh, tham sa jayega, yeh jiya

Ishq mein uske dar-badar, kho ke apne hosh o’ khabar

Wohi meri manzil aur wohi reh-guzar

Har dhadkan mein woh dhadak dhadak

Mere naino ki woh chamak-chamak

Ab toh meri rooh bhi le gaya woh loot kar

Baari main baari sahib ji

Haari main haari, dillda tujh pe, bekhabar

Jiya kesariyo re mhaaro

Piya kesariyo re mhaaro

Piya kesariyo re mhaaro, kesariyo – (x4)

Piya piya… kesariya re mhaaro ..

Garje bijli sa ang ang, barse megha sa khank khank

Khuda sa kabhi paas tu, khuda sa tu hai

Explore this song