Roman script

Main hoon toofani, Duniya ki .rani

Main hoon toofani, duniya ki rani

Tu kya rokega, meri manmani

Dum hai to aaja, dum hai to aaja

Mujhse takrane, hey! dum hai to aaja

Main hoon toofani, duniya ki rani

Tu kya rokega, meri manmani

Dum hai to aaja, dum hai to aaja

Mujhse takrane, hey! dum hai to aaja

Zurm hai kya, paap hai kya, jane de

Jeete koi, kaise yahaan, yeh dikhlane de

Kisi ki nigaho’n ke, halke se ishare se

Duniya jhukti hai yeah….

Main hoon woh main hoon, maan le jo keh doon

Tera jo ghamand hai, sara main nikaloon

Dum hai to aaja, dum hai to aaja

Mujko harane, dum hai to aaja

Khatre ki parwah tu kar nahin

Marne se pehle, tu darr ke mar nahin

Jeena hai toh chun le

Kehti jo hoon main sun le

Duniya jhukti hai yeah….

Koi deewane, jo yeh naa mane

Lagta hai mujhko dushman jane

Dum hai to aaja, dum hai to aaja

Ladne ladane, yeah yeah

Dum hai to aaja

Main hoon toofani, duniya ki rani

Tu kya rokega, meri manmani

Dum hai to aaja, dum hai to aaja

Mujhse takrane, hey dum hai to aaja

Dum hai to aaja, dum hai to aaja

Mujko harane, dum hai to aaja

Explore this song