Roman script

Milke saare sochte hain karna kya hai abe pyare

Bheja gol gol tu ghuma

Drink bana soda dal ek peg marle tu

Khali peeli yun na muskura

Jaana na, socha na karna hai kya

Aage ka plan kya hai tu yeh bata

Lafda jo hoga toh karenge kya

abe baraf mein tension mila ke peeja

Jaana na, socha na karna hai kya

Aage ka plan kya hai tu yeh bata

Lafda jo hoga toh karenge kya

barf mein tension mila ke peeja

ho ho ho….

Kuch toh soch sale khada khada tu kya dekhta

Iski baat mat tu sun yeh sala sirf phenkta

Itna kyu phenkta itna kya lapeta

Itna kyu lapeta tu itna kyu hai phenkta

Banti hai duniya ko maamu bana

Aih ka chhutta tu cash kara

Lafda jo hoga toh karenge kya

barf mein tension mila ke peeja

Banti hai duniya ko maamu bana

Aih ka chhutta tu cash kara

Lafda jo hoga toh karenge kya

barf mein tension mila ke peeja

Ho ho ho……

Moonchh ko chadha ke dekho thulla kaise ghoorta

Patli gali se bhidu main to hoon khisakta

[Aise kyun khisakta aise kyu khisakta

Aise kyun khisakta bidu aise kyu khisakta]

Naache ishaare pe sikka yahaan

Pocket hai bhari ho toh sab hai tera

[Par lafda jo hoga hoga toh karenge kya]

Naache ishaare pe sikka yahaan

Pocket hai bhari ho toh sab hai tera

[Par lafda..jo hoga…]

Ho ho ho……

haan haa….:D

Explore this song