Roman script

Bhool na jaana o jaane jaana

Bhool na jaana o jaane jaana

Barso ki yaadein

Barso ki

Barso ki yaadein

Barso ki

Soona Soona laage sajna ye zameen aasmaan

Yaadein hai ye teri sataye kyu mujhe

ho …o .

ho..ho..o..

Adhoora hoon main bin tere sanam

O o…

Phir chale aana ab ke naa jaana

Bhool na jaane o jaane jaana

Khwahishein badh jaati hain

Tere ehsaas se

Sab mila hai mujhe bas tu hi na mila

Rab mera kyu kho gaya Barse Rehmat Zara

Kasmkash tadpati hai mujhko kuchh is tarah

O..O…

Adhoora hoon main bin tere sanam

O o…

Phir chale aana ab ke naa jaana

Bhool na jaane o jaane jaana

Barso ki yaadein

Barso ki

Barso ki yaadein

Barso ki

Explore this song