Roman script
Aur yeh hai hamara Hindustan Jahan ghulami ki zanjeer kaatne ko tatpar hain Aazad Hind Fauj ke Jawaan Spandan-heen hridaya me josh nayabharna hai aaj Maatr bhoomi ka karz ada karna hai aaj Shaheedo ke lahu-luhan qadam pade jin raahon par Unn raahon par bankar phool qadamo tale bikharna hai aaj Yeh jazba hamara hai aazadi ka In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times] Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai Aage badhte jana hai Yeh jazba hamara hai aazadi ka In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times] Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai Aage badhte jana hai Toofano ki fiqr nahi, Aandhiyon ka darr nahi Kate Bhale ye sar magar ise nahi jhukana hai [x2 times] Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai Aage badhte jana hai [x2 times] Iraade pe yaqeen kar, Haq lenge chhen kar Sar sehra har haal mein sajana hai [x2 times] Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai Aage badhte jana hai [x2 times] Pukaarti hai dharti maa, qaid se karo riha Lahu jigar ka deke bhi, jo khoya wo pana hai [x2 times] Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai Aage badhte jana hai [x2 times] Yeh jazba hamara hai aazadi ka In Goron ki jashn-e-barbadi ki [x2 times] Qadam qadam milana hai, aage badhte jana hai Aage badhte jana hai [x3 times]
Song details
- Singer: Shaan
- Film / album: Gandhi to Hitler
- Composer: Arbind-Lyton
- Lyricist: Pallavi Mishra
Song video
cast: Raghubir Yadav, Neha Dhupia, Avijit Dutt
language: Hindi