Roman script
Pagle se dil ne ye kya kiya Chun liya, chun liya tujhko deva maine chun liya Dil toh uda uda re aasman me badalon ke sang Ye tto machal machal ke ga raha hai sadali si dhun Badmash dil tto thag hai bada Badmash dil ye tujh se juda Badmash dil meri sune na zidd pe ada Badmash dil tto thag hai bada Badmash dil ye tujh se juda Badmash dil meri sune na zidd pe ada Ooo.. Achhi lage dil ko mere har teri baat re Saaya ban ke chalun tera, itna hai khwab re Kaandhe pe sar rakh ke tere kat jaaye raat re Beetenge din thaame tere haathon me haath re Ye kya hua mujhe, mera ye dil phisal phisal gaya Ye kya hua mujhe, mera ye jahaan badal badal gaya Badmash dil tto thag hai bada Badmash dil ye tujh se juda Badmash dil meri sune na zidd pe ada Badmash dil tto thag hai bada Badmash dil ye tujh se juda Badmash dil meri sune na zidd pe ada
Song details
- Singer: Shreya Ghoshal
- Film / album: Singham
- Composer: Ajay-Atul
- Lyricist: Swanand Kirkire
director: Rohit Shetty
cast: Ajay Devgn, Kajal Aggarwal, Prakash Raj, Ashok Saraf, Sachin Khedekar
language: Hindi