Roman script

Sai Nath tere hazaron haath

Jis jis ne Tera naam liya

Jis jis ne Tera naam liya

Tu ho liya uske saath

Sai nath

Sai nath

Sai Nath tere hazaron haath

Ith dekhoon toh lage Kanhaiya

Uth dekhoon toh Durga Maiyya |2|

Naanak si muskan hai mukh par

Shaan-e-Mohammed bhi hai mukh par

Shaan-e-Mohammed bhi hai mukh par

Sai nath

Sai nath

Sai Nath tere hazaron haath

Sai Nath tere hazaron haath

Ram naam ki tu hai maala

Gautam wala tu tujhme Ujaala

Ram naam ki tu hai maala

Gautam wala tujhme Ujaala

Neem tere ki meethi chaayaa

Badle har chole ki kaaya

Badle har chole ki kaaya

Sai nath

Sai nath

Sai Nath tere hazaron haath

Sai Nath tere hazaron haath

Tera dar hai daya ka saagar

sab mazhab bharte hain gaagar|2|

Paawan paaras teri aag

Tera patthar kan-kan raag

Sai nath

Sai nath

Sai Nath tere hazaron haath

Sai Nath tere hazaron haath

Jis jis ne Tera naam liya

Jis jis ne Tera naam liya

Tu ho liya uske saath

Sai nath

Sai nath

Sai Nath tere hazaron haath

Explore this song

Song video

Watch on YouTube