Roman script

Raahein dhuaan dhuaan kaanpe ruaan ruaan

Yeh mere saath kya kar rahi zindagi

Ye he …

Meelon talak hai soonapan soonapan

Meelon talak hai soonapan soonapan

Har saans mein hoti hai koi jalan

Soonepan se jal na jaaye hummmm…

Yun jeena pad raha dil roz mar raha

Yeh toh socha na tha

Yeh toh maanga na tha

Yeh toh socha na tha

Jo socha tha waisa na hoga kabhi

Jeena hoga doojon ke sharto pe hi

Iss dhuen mein kho gaye hain goom..

Sab sard sard hain

Behisaab dard hain

Yeh mere saath kya kar rahi zindagi

Ye he e…

Explore this song