Roman script

Maaldaar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang

Kat gayi ah.. kat gayi

Maaldaar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang

Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..

Upar chidiya sone ki or niche baje mridang

Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..

Maaldaar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang

Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..

Teri zindagi baraf ka gola

Choos le beta dhoop badi hai

aahh..

Raat raat ka honeymoon hai

Subah toh sab ki khaat khadi hai

Teri zindagi baraf ka gola

Choos le beta dhoop badi hai

gola.a..

Raat raat ka honeymoon hai

Subah toh sab ki khaat khadi hai

Raat mein kitne sapne jode

Tode kayi palannngg…

Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..

Maaldar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang

Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..

Muft ka chandan ghis mere nandan

Chance mile toh sab ghiste hain

Hukum ka ikka chidi ki duggi

Iss gaddi me sab piste hain

haan..

Muft ka chandan ghis mere nandan

Chance mile toh sab ghiste hain

Hukum ka ikka chidi ki duggi

Iss gaddi me sab piste hain

Woh bhi tang yahaan pe lalla jiski chaal dabang

Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..

Maaldar ki jeb, gareeb ki zindagi aur patang

Kat gayi haan kat gayi.. kat gayi.. kat gayi..

Kat gayiiiii… kat gayiiiii… haye!

Kat gayiiiii… kat gayi…

Are khada munh kya dekh raha hai

Game khatam

Charkhi baandh chal nikal

Explore this song