Roman script

Maine yeh kab socha tha, hoga yun kabhi

Raah mein yun mill jaayenge do ajnabi

Hum dono jo, paas aaye toh

Dil jitna khush hai utna hairaan

Maine yeh kab socha tha, hoga yun kabhi

Jaane kahaan le aayi hai yeh zindgi

Kya jaane kyun, tum jo mile

Dil jitna khush hai utna hairaan

O ho.. I’m falling

I’m falling in love with you

O ho.. I’m falling

I’m falling in love with you

Maine yeh kab socha tha, hoga yun kabhi

Raah mein yun mil jaayenge do ajnabi

Kya jaane kyun tum jo mile

Dil jitna khush hai utna hairan

O ho.. I’m falling

I’m falling in love with you

O ho.. I’m falling

I’m falling in love with you

Khwaabon ka hai yeh jahaan

Nazaron ki dhoop hai

Chaand sa roop hai

Tum ho jahaan main wahaan

Dil se jo dil mila

Mujhe saahil mila

Hum jo mill gaye toh phir yun hua

Ke hai nikhri hui door tak yeh fiza

Dil jo khil gayi toh phir yun huaa

Ke hai mehki hui gungunati hawaa

Yunhi rahe kaash ab samaa

O ho.. I’m falling

I’m falling in love with you (x3)

Explore this song