Roman script
Sochta hoon main khel ye kya hai Anjaana sa khel ye kya hai Khel ye kya hai Khel ye kya hai Sochta hoon main khel ye kya hai Insaan jee ke Insaan jee ke paata kya hai Sadiyon se ye raaz chhupa hai Sochta hoon main khel ye kya hai Sochta hoon main khel ye kya hai Hansna rona gaana kya hai Uthna girna paana kya hai Hansna rona gaana kya hai Uthna girna paana kya hai Bandon ko manwaana kya hai… Bandon ko manwaana kya hai Jeena sach hai Jeena sach hai, ya ek sapna Sadiyon se ye raaz chhupa hai Sochta hoon main khel ye kya hai Sochta hoon main khel ye kya hai Ye din-raat ka phera kyun hai Dharti rain-basera kyun hai Ho.. ye din raat ka phera kyun hai Dharti rain-basera kyun hai Tan pe umr ka ghera kyu hai… Tan pe umr ka ghera kyu hai Pal pal badhti Pal pal badhti umr ghate kyun Sadiyon se ye raaz chhupa hai Sochta hoon main khel ye kya hai Sochta hoon main khel ye kya hai Preet ka tana bana kya hai Rishton mein uljhaana kya hai Ho.. preet ka tana bana kya hai Rishton mein uljhaana kya hai Khud ko hi tadpana kya hai… Khud ko hi tadpana kya hai Aankh mein aansoo Aankh mein aansoo kyu aate hain Sadiyon se ye raaz chhupa hai Sochta hoon main khel kya hai Anjaana sa ye khel ye kya hai Khel ye kya hai Khel ye kya hai, Ye kya hai Sochta hoon main khel ye kya hai Insaan jee ke Insaan jee ke paata kya hai Sadiyon se ye raaz chhupa hai Sochta hoon main khel ye kya hai Sochta hoon main khel ye kya hai Khel ye kya hai…
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Classically Mild
- Composer: Deepak Pandit
- Lyricist: Ajay Jhingran
Song video
language: Hindi